Chand si Hai Chamchamati
Gulad si Yeh Khilkhilaati
Baapu ki Rani Dekho
Pyaari si Yeh
Mithi jaise koi Batasha
Naino mein Hai Iske aasha
Baaton ki Raani
Mann ki Saaf si Hai Yeh
Dagar Dagar Chale Banke Lehar
Bas Baahe Chale na Kare Sabar
Aree Dagar Dagar Chale Banke Lehar
Bas Baahe Chale na Kare Sabar
Uunch Nich Ko Kare Paree
Sab ek Barabar Chale Jidhar
Sapno ke Beej Ko Vishwas se h Seech Rahi
Jeevan Ka Faal Safa Yee
Do Sahbdo Mein Beech Rahi
Haa…
Aree Dekho
Aree Dekho
Aree Dekho Dekho
Apna Time Bhi Aayega
Sunle re Bahiya
Apna Time Bhi Aayega
Sunle Bahiya
Apna Time Bhi Aayega
Jeevan Ek Pariksha
Jeevan Ek Pariksha
Jo Chalti hi Jaaye
Aaukat Vaukat ki Baatein
Ye Duniya Karti Jaaye
Dhobi ghaat Banakar
Is Soch ko Jo Dho Jaaye
Samay ka Pahiya Uske Liye
Raftaar se Badhta Jaaye
Ganit se Pahado si
Zindagi Hoti Kadhin
Ikkl Dukkl
ooo..
Ikkl Dukkl Karke
Sab Mumkin Ho Jaaye ga
Haa…
Aree Dekho
Aree Dekho
Aree Dekho Dekho
Apna Time Bhi Aayega
Kahe Maharani
Apna Time Bhi Aayega
Are Sunle re Bhaiya
Apna Time Bhi Aayega…