Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics
Wo Honth jo maine chume the
Sau juth unhi se bolegi
Wo Honth jo maine chume the
Sau juth unhi se bolegi
Tujhe dekh ke toh lagta nahi tha
Tu aur kisi ki ho legi
Tu Dhoka hain yeh sabne kaha
Tu Dhoka hain yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya
Ye Dard mujhe milna hi tha
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Tu Dhoka hain yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya
Ye Dard mujhe milna hi tha
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Aisa koi saal beeta Na koi mahina
Dil pe jab judaai wali aariyaan chali na
Aisa koi saal beeta Na koi mahina
Dil pe jab judaai wali aariyaan chali na
Aaya nahi Kabhi mujhe tere bin ik pal jeena
Ik baar nhi karna tha jo
Haan Ik baar nhi karna tha jo
Wo jurm wafa sau baar kiya
Ye Dard mujhe milna hi tha
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Tu Dhoka hain yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya
Ye Dard mujhe milna hi tha
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Haaye kitne pyaare the wo
Ishq ke iraade baat lenge ashk saare
Hum dono aadhe aadhe
Haaye kitne pyaare the wo
Ishq ke iraade baat lenge ashk saare
Hum dono aadhe aadhe
Tu hi bata kaha gaye
Tere sab kasmein vaade
Jo tut chuki thi tukdo mein
Jo tut chuki thi tukdo mein
Us naav pe dariya paar kiya
Ye Dard mujhe milna hi tha
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya…