Kam Toh Nahi Lyrics
Itna zaruri hain aankhon ko tu
Jaise neend ko khwab hain
Saare jahaan se hui be khabar
Tu hi bas mujhe yaad hain
Dil ko kya pata hain jaana kha
Tere saath hu ye Kam Toh Nahi
Meri manzile nahi jaanta
Tere paas hu ye Kam Toh Nahi
Tere paas hu ye Kam Toh Nahi
Mere chehre par bhi ab toh
Tera chehra rehta hain
Kushiyaan Banke in palkope
Tu hi thera rehta hain
Main mere bin rehlu magar
Hoga guzara tere bin nahi
Ye Dil manzile nahi jaanta
Tere paas hu ye Kam Toh Nahi
Tere paas hu ye Kam Toh Nahi…