Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar Lyrics Lyrics
Jaanam jaane jaahaa
Jaanam Jaane jaahaa
Kuch din se main toota toota rehta hu
Apne dil se rutha rutha rehta hu
Kuch din se main khoyi khoyi rehti hu
Jaagu toh bhi soyi soyi rehti hu
Main pyaar tujhse karti hu
Din raat aahe bharti hu
Aahe bharti hu
Aahe bharti hu
Main teri mohabbat mein paagal ho jauga
Main teri mohabbat mein paagal ho jauga
Mujhe aisa lgta hain tujhe kaise lagta hain
Main teri nigahon se ghayal ho jaugi
Main teri nigahon se ghayal ho jaugi
Mujhe aisa lgta hain tujhe kaise lagta hain
Main phulu se kaliyon se taaro se
teri maang bhar duga
Main sanson ki mehaki bharao ko
Tere naam karduga
Kab tak aakhir hum milne ko tarse ge
Kabn sawan aayega badal barsege
Jaane jigar jaaneman
Mujhko hain teri kasam
Tu jo mujhe na mili
Mar jauga main sanam
Jaane jigar jaaneman
Mujhko hain teri kasam
Tu jo mujhe na mila
Mar jaugi main sanam
Jaanam jaane jaahaa
Jaanam Jaane jaahaa
Jaanam jaane jaahaa
Jaanam Jaane jaahaa…