Patthar ke sanam tujhe hamne
Mohabbat ka Khuda jaana
Badi bhool huyi arre hamne
Yeh kya samjha, yeh kya jaana
Patthar ke sanam
Chehra tera dil mein liye
Chalte rahe angaron pe
Tu ho kahin
Tu ho kahin sajde kiye
Hamne tere ruksaron ke
Hum sa na ho koi deewana
Patthar ke sanam tujhe hamne
Mohabbat ka Khuda jaana
Badi bhool huyi arre hamne
Yeh kya samjha, yeh kya jaana
Patthar ke sanam
Socha tha yeh badh jaayengi
Tanhaiyan jab raaton ki
Rasta hamein
Rasta hamein dikhlaayegi
Sham-e-wafaa un haathon ki
Thokar lagi tab pehchana
Patthar ke sanam tujhe hamne
Mohabbat ka Khuda jaana
Badi bhool huyi arre hamne
Yeh kya samjha, yeh kya jaana
Patthar ke sanam…