Pyaar Hota Kayi Baar Hai

The T-Series presents Pyaar Hota Kayi Baar Hai song. Pyaar Hota Kayi Baar Hai song sung by Arijit Singh and its music composed by Pritam. Pyaar Hota Kayi Baar Hai lyrics penned by Amitabh Bhattacharya.

Song:Pyaar Hota Kayi Baar Hai
Singer:Arijit Singh
Music:Pritam
Lyrics:Amitabh Bhattacharya
Label:T-Series
Language:Hindi

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics

Ishaq mere Yaara
Tu kar le dobaaara
Bas ik bar mein hi
Bhare na dil bechara

Sang rehne ke shaam saavere
Kya karne hain vaade bathere
Hai zindagani agar char din ki
Toh lene hi kyun saat pehre

Tu ne jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka Saleeqa
Jo pehle hi break up mein dil ne tere
Give up kar diya

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Pehli mohabbat mein toh
Lagta yahi hai darling
Mar jaunga jo mujhko ye na mil
Agli dafa mohabbat hoti hai toh lagta hai
Yeh wali mujhko pehle kyun na mili

Woh dil kya bhala
Jo toota na kabhi

Pehli dafaa chot kha ke
Kyun dil ko lagana hi chhodein
Sab kuch mohabbat mein chalta hai toh
Kyun na do chaar dil hum bhi todein

Tu ne jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka Saleeqa
Jo pehle hi break up mein dil ne tere
Give up kar diya

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nissar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Tainu pyaar di lor ऐ
Chaaida kinna ve
Kadi das de yaar nu
Inna inna ve

Tainu pyar di lor ऐ
Chaaida kinna ve
Twadi khidmat vich haazir…

Found Any Mistake in Lyrics?, Raise a request to Correct Lyrics!

You may also like...

Dotara Dotara Tere Mere Tere Mere Aadha Main Aadhi Vo Aadha Main Aadhi Vo