Pyar Kiya Toh Nibhana/ Wada Raha Lyrics Lyrics
Ab zindagi ka maksad
Hain bas tumhara saath
Ik baar khe do tum bhi
Haatho mein leke haath
Ab zindagi ka maksad
Hain bas tumhara saath
Lo khe diya ye tumse
Haatho mein leke haath
Dil ne Kaha
Dil ne suna
Maine Tumhe dilbar chuna
Ab duriya na rahi darmiyaan
Kya rang laii wafa
Ye meri dhakein sun raha hain khuda
Wada raha pyaar se pyaar ka
Ab hum na honge judhaa
Dekha tumhe toh aisa laga
Mujhe mila manzil ka pata
Chalna hain humko ab saath mein
Tumse jooda mera raasta
Hum tum, Tum hum
Ban ke rahe humraaz Humsafar
Ha sikhva kare na koi
Ik duje se ye umar bhar
Pyaar hamara ho aisa ki
Dekhe ye zamana
Pyaar kiya toh nibhana
Pyaar kiya toh nibhana
Kheta hai pal pal tumse
Hoke dil ye deewana
Kheta hai pal pal tumse
Hoke dil ye deewana
Ik pal bhi jaanejaana
Mujhse door nahi jaana
Pyaar kiya toh nibhana
Pyaar kiya toh nibhana
Pyaar kiya toh nibhana
Pyaar kiya toh nibhana…