Aaj yeh sochkar bada rona aaya
Aaj yeh sochkar bada rona aaya
Ki humein na aajtak Tera Hona Aaya
Ki humein na aajtak Tera Hona Aaya
Jis din do jahaan ho rahe the judaa
Dil tha keh raha rok le tumhein
Kyu zubaan par lafaz wo na aaya
Kyu zubaan par lafaz wo na aaya
Ki humein na aajtak Tera Hona Aaya
Ki humein na aajtak Tera Hona Aaya
Jante hum agar
Ke faasle the iss kadar
Hum to zameen’on se the
Tha aasmaa mein tera ghar
Jaante hum agar
Ke faasle the iss kadar
Hum to zameen’on se the
Tha aasmaa mein tera ghar
Ho dil ko samjhate ye
Ye rok ke dhadkaane
Jee le tu agar jee sake
Yeh khab na hum magar
Mar bhi jayein yu hi
Ghum nahi ghum nahi
Reh na jayein kahin
Dil mein ranjishein
Paa sake tujhe naa hi khona aaya
Naa paa sake tujhe naa hi khona aaya
Ki humein na aajtak Tera Hona Aaya
Ki humein na aajtak Tera Hona Aaya
Aaj yeh sochkar bada rona aaya
Aaj yeh sochkar bada rona aaya
Ki humein na aajtak Tera Hona Aaya
Ki humein na aajtak Tera Hona Aaya…