Zaroori Hai Kya Ishq Mein Lyrics Lyrics
Kinare aankhon ke aaj phir ho gaye namm
Dararein saanson ko de gayi hai yeh gham,
Kinare aankhon ke aaj phir ho gaye namm
Dararein saanson ko de gayi hai yeh gham,
Toota toota main to iss tarah
Judna mushkil hai ab jis tarah
Jis tarah…
Zaroori hai kya Ishq Mein
Iss dil ko dard ho
Zaroori hai kya Ishq Mein
Khuda bhi khudgarz ho
Shaamil ho gayi tu dil ke dard mein
Karun mehsus pal pal tujhe,
Tu hai ja chuki mujhko chhod ke
Teri yaadein na chhodein mujhe..
Jhootha jhootha tera khwaab tha
Chup kyun ab tu mujhko yeh bata
Yeh bata..
Zaroori hai kya Ishq Mein
Iss dil ko dard ho
Zaroori hai kya Ishq Mein
Khuda bhi khudgarz ho